HOW TO CREATE PAYMENT ENTRY IN MARG SOFTWARE
मार्ग सॉफ्टवेयर डाटा इम्पोर्ट एक्सपोर्ट :-
MARG SOFTWARE KO OPEN KARNA HAI,OPEN KARNA KE BAAD ID OR PASSWORD FILL KARNA HAI,AGAR HAMNE MARG SOFTWARE ME ID OR PASSWORD DE RAKHA HAI TABHI AAPSE ID OR PASSWORD PUCHHA JAVEGA,NAHI TO MARG SOFTWARE AAPSE ID OR PASSWORD NAHI PUCHHEGA,
DOSTO MARG SOFTWARE KO OPEN KARNE KE BAAD ACCOUNTS TAB PAR JANA HAI ,ACCOUNTS TAP PAR JANE KE BAAD AAP KE SAMNE KAI OPTION OPEN HO JAVEGE YANI KI BAHUT LAMBI LIST AAP KE SAMNE OPEN HO JAVEGI.
AAPNE SABSE PAHLE I NO PAR JO OPTION AATA HAI VOUCHER ENTRY PAR CLICK KARNA HAI YA FIR AAP ENTER BHI KAR SAKTE HAI.
ISKE BAAD AAPNE AGAR AAP NE RECEIPT VOUCHER ME ENTRY KARNI HAI YA FIR PAYMENT VOUCHER ME ENTRY KARNI HAI US OPTION PAR ENTER KARNA HAI.
JAISA KI MENE SABSE PAHLE SAMJHANE KE LIYE PAYMENT VOUCHER OPEN KIYA HAI
PAYMENT VOUCHER AAP LOGO KO PATA HI HOGA KI KIS KAAM AATA HAI,
DOSTO PAYMENT VOUCHER AGAR AAP KO NAHI PATA HAI TO MAI BATA DETA HUN.
PAYMENT VOUCHER KISI KO AGAR HUM PAYMENT KARTE YA BHUGTAN KARTE HAI
EXAMPLE KE LIYE AAP NE KISHI PARTY SE MAAL PURCHASE YA KHARID KIYA HAI.
OR AAP NE US PARTY KO PAYMENT PAID KARNA HAI.TAB HAME PAYMENT VOUCHER ME ENTRY KARNI PADTI HAI.
MARG SOFTWARE ME PAYMENT VOUCHER ENTRY
PAYMENT HUM 2 TARIKE SE KAR SAKTE HAI
1.CASH PAYMENT
2.BANK PAYMENT
1.CASH PAYMENT :- AGAR HAMNE CASH PAID KIYA HAI.TO HAME PAYMENT VOUCHER ME ENTRY IS PARKAR SE KARNI HAI.
DR TO PARTY LEDGER
CR TO CASH IN HAND LEDGER
ISKO SAMJHANE KE LIYE MENE PICURE ME BATAYA HAI
JAISA KI MENE PAYMENT VOUCHER ME DR ME PARTY KA NAME DIYA HAI OR CR ME CASH KIYA HAI .AAP NE BHI CASH PAYMENT ME ENTRY ISHI PARKAR SE KARNI HAI.
DOSTO AGAR AAPNE KISI PARTY YA PARSON KO BY BANK PAYMENT KIYA HAI JAISE CHEQUE ,NEFT ,IMPS,RTGS ETC.
PAYMENT VOUCHER ME ENTRY HUM IS PARKAR SE KAREGE
DR TO PARTY LEDGER
CR TO BANK LEDGER
JAISE MENE UPER PICTURE ME SAMJHAYA HAI KI DR ME PARTY LEDGER SAME ISHI PARKAR SE BHARNA HAI.OR CR ME CASH LEDGER KI JAGAH BANK LEDGER BHARNA HAI.
MARG SOFTWARE ME RECEIPT VOUCHER ENTRY
DOSTO JAISA KI MENE BATAYA KI PAYMENT VOUCHER KYA KAAM AATA HAI ASHA KARTA HUN KI AAP KO SAMJHA AA GYA HOGA ,AB BAAT KARTE HAI RECEIT VOUCHER KYA KAAM AATA HAI
RECIPT VOUCHER PAYMENT RECEIVE KARNE KE KAAM AATA HAI ,JAISE AAP NE KISI PARTY KO MAAL SALE KIYA HAI OR US PARTY SE PAYMENT RECEVE KARNA HAI TO HAMNE MARG SOFTWARE ME RECEIPT VOUCHER ME ENTRY KARNI HAI.
RECEIVE 2 TARAH SE HO SAKTA HAI.
1.CASH RECEVE
2.BANK RECEVE
1.CASH RECEVED ME HAMNE MARG ME ENTRY IS PARKAR SE KARNI HAI.
DR ME PARTY LEDGER BHARNA HAI
CR ME CASH LEDGER BHARNA HAI
APNE PICTURE KI SAHAYTA SE SAMJHTE HAI
ISHI PARKAR DOSTO AGAR BY BANK RECEVD HOTA HAI TO AAP NE UPER PICTURE ME BATAYE ANUSAR
CR ME PARTY KA LEDGER ADD KARNA HAI
DR ME BANK LEDGER ADD KARNA HAI
UMMED KARTA HUN KI AAPKO MARG SOFTWARE ME PAYMENT OR RECEIPT KI ENRY SAMAJH ME AA GYI HOGI.AGAR AAP KO ENTRY ME KAHI BHI PROBLEM AAYE TO AAP MUJHE COMMET KAR SAKTE HAI.
THANK YOU.